Dear MOAZZ,
[--------------------------
Dear you konw BAIT ka kia matlab hay? I don't think so.....Sirf aik sawal hay idhar...Kia janat ka sardar aur anyone can be judge? I mean Likhanay say pahlay aid dafa to soch lia karo kay kia likh rahay ho.....Azabay elahi say daro. Kuja Janat ka sardar aur kuja...
By the way Sulhay hadaibia main kia Hazrat Muhammad p.b.u.h nay BAIT ki thi?
Dear bait Arabic language ka word he iske meaning hen bik jana………ye aam toor per tijarat k liye term ziada use hoti he………lakin jab kisi aadmi k haath bait karne ka lafaz aai tu iske meaning condition k ooper depend karte hen…….is liye k bait ki kai types hoti hen
1….. ANBIA(A.S) ke haathon per bait karma
is bait ka maqsad ye hota tha k ANBIA(A.S)logon se bait lete k ab wo toheed per dil jami se qaaim rahen ge aur again shirk ki taraf nahi jaain ge….aur ISLAM ke AWAMAR-O-NAWAHI per sakhti se karband rahen ge……….is ki missal qiran me(surah muntahina-ayat 12)
2…wo bait jo AMEER meedan e jihad me mujahideen se le……….
Iska maqsad ye hota he k ab wo meedan me dat kar larhen ge aur peeth pheer kar nahi bhagen ge…..iski missal b QURAAN me he(surah al-fatah, ayat 10,18)
itat
3….wo bait jo khalifa ke hath par ki jati he
iska maqsad ye hota he musalman neeki ki ahkamat mane ge aura itat
Karen ge...lakin burai k kamon ko hargiz na sune ge na mane ge………
4…..wo bait jo TAREEQAT me SHEIKH ke haath par ki jai
iska maqsad ye hota he k aadmi apne sheikh k haath per is baat ka ahad karta he k wo aainda neeki k kaam karne aur buraai se batchne ki poori koshish kare ga……..
5……wo bait jo kisi badshah k haath per ki jaai
iska matlab just ye hota he k ham baghawat nahi karen ge………..
aur ye b tareekh ki kutab se sabit he k HAZRAT HASAN(R.A) ne jo bait kit hi uska ye maqsad tha k aik tu musalmano k ithad k liye apni khilafat se dast bardari aur dosra ab HAZRAT MUAWIA(R.A) ki khilafat se baghawat nahi Karen ge .......just….iske baad baaqi tamam musalmano ne be mutfiqqa toor per bait kar li thi
mazeed detail k liye dekho……( tareekh ibn ul aseer – tareekh ib ne khaldoon – bidaya -tareekh tabri)
]
Sahid kaha baich daina....aur kiss tarhan......Muhammad p.b.u.h farmatay hain....Momnin par khud un say ziada ikhtayar Akhir nabi ka. Abb jab zindagi guzray gi wo taba ho gi jiss ki bait ki gai. Dunyan main ajj bhe jab koi shakhs kisi sheikh ki bhi bait karta hay.....uss ka bhi yahee matlab hota hay kay abb...meri zindagi ki dor app kay hath main. Main kahun din to tum kaho din, main kahun rat to tum kaho rat...Bait ki hazar qismain bana lo....Laken maqsad to aik he hay.....Zindagi ko jiss ki bait ki gai hay uss kay mutabiq guzarna.
Dunyan main chahay wo hazoor pak ki bait ho yaan kissi aur ki....ka bait karnay wala kahta hay....chalo main 1,2,3 batain manu ga aur 4,5,6 nahi manu ga. No..never...ho he nahi sakta.....warna bait ka maqsad fot ho jata hay. Manay yaan na manay baad main laken zindagi guzaraay ga jiss ki bait kit hay uss kay mutabiq.
Jiss kay leeay main nay email ki thi.
Aik sardar hay aur uss kay mannay walay. Kia mannay walay bait karain gay sardar ki or sardar bait kar sakta hay mannay walaon ki. Altaf hussain bait kar lay karachi main rahnay walon say...yaaan jo altaf ko leader mantay hain wo uss ki bait karain gain. naheen na...Bus yahee batana chahta tha...Kahan Jannat Ka sardar Hassan a.s. aur khan aik janati (w.u.ref). Kia sardar ko bait karni chaheeay janati ki or janati ko bait karni chaheeay sardar ki. I explain above....bait.....kuch manna aur kuch manna nahi hota. Agar Imam Hassan nay bait ki hoti to agreement na likhwatay. Kia jantay ho kia shairait thi? Apni kisi bhi pasand ki kitab lo aur parh laina....Agreement ko bait ka name day kar.....please dont misguide. and link this bait to Sulhay Hudaibia. I pray God help you to not degrade the Ahlaybait. Imam Hassan ko Hazoor pak nay jawananay jannat ka sardar kaha tha. Wo her lamnay sardar thay.. kyun kay Man Yantaq ki awaz thi aur quran kahta hay Nabi to kuch kahta he nahi seway Waheeay Elahi kay. Zara thanday dilo dimag say sochna. Kia bait la lafz use kar kay ham un ki shaan to nahi ghata rahay. I can even say the sahaba Were the best in the world but insaaf ka taqaza hay kay unnn ka kia muqabla un logo say jin say Khuda nay gawahi de ho.....Ayat 33:33 Un ko mur rijsa.........Iss tarha pak jaisay pak karnay ka haq hay...ayat hay....aur ummati jitna bhi achcha ho jaay.....rijs say pak nahi hay. Adal ka matlab he yahee hay jiss ka jo maqam hay wo uss ko dia jaay. Aur khuda adal karnay walo ko dost rakhta hay.
[--------------------------
Tumhari books kahtai hain 12 khalifaas hongain phir ya ginti 7 par aa kar kun ruk gai? Hadees galat hay yaan....
Dear hamari kisi b SIHA E SITTA KO tu choorho aise koi hadees tumhen MUSNAD AHMAD,MOOTA IMAM MALIK,SUNAN DARMI,BEHQI AUR IBNE KHUZAIMA me b nahi mile gi……tu phir mile gi kaha aur us HADEES me kia words hen????
Han ye question b tum kar sakte ho………..
Tu dear is bare me HADEES MISHKA aur BIDAYA me naqalc he…..is ke mafhoom ke mutabiq khilafat 30years tak ho gi…..phir badshahat shroo ho jai gi……yani koi qawi HADEES moojod nahi jis se pata chal sake k khulfa kitne hon ge…agar tum ne koi aise HADEES dekhi he tu le kar aao………..
]
Here are just two links one from bukhari and one from muslim may be found in other books as well. Please check
http://www.usc.edu/schools/college/crcc/engagement/resources/texts/muslim/hadith/bukhari/089.sbt.html
"I heard the Prophet saying, "There will be twelve Muslim rulers (who will rule all the Islamic world)." He then said a sentence which I did not hear. My father said, "All of them (those rulers) will be from Quraish."
http://www.usc.edu/schools/college/crcc/engagement/resources/texts/muslim/hadith/muslim/020.smt.html
It has been narrated on the authority of Jabir b. Samura who said: I joined the company of the Holy Prophet (may peace be upon him) with my father and I heard him say: This Caliphate will not end until there have been twelve Caliphs among them. The narrator said: Then he (the Holy Prophet) said something that I could not follow. I said to my father: What did he say? He said: He has said: All of them will be from the Quraish.
Abb ajee b garbar hay. Aik he waqt par do do khaleefay bhi hain. Example...Aik taraf Hazrat Ali a.s khalifa thay aur the same time Hazrat Mauvia khalifa tha. sawal nahi karu ga kyun kay Rahim nay kaha hay kay bus karo. Laken ya zaroor kahun ga sab kuch dunyan main rah jana hay. Zara sochana janation kay sath rahna chahatay ho yaaan sardaron kay sath.....Laken itna yad rakhana
Ali haq hay
http://www.usc.edu/schools/college/crcc/engagement/resources/texts/muslim/hadith/muslim/031.smt.html
"This hadith has been narrated. on the authority of Shu'ba with the same chain of transmitters. Amir b. Sa'd b. Abi Waqqas reported on the authority of his father that Muawiya b. Abi Sufyin appointed Sa'd as the Governor and said: What prevents you from abusing Abu Turab (Hadrat 'Ali), whereupon be said: It is because of three things which I remember Allah's Messenger (may peace be upon him) having said about him that I would not abuse him and even if I find one of those three things for me, it would be more dear to me than the red camelg. I heard Allah's Messenger (may peace be upon him) say about 'Ali as he left behind hrin in one of his campaigns (that was Tabuk). 'All said to him: Allah's Messenger, you leave me behind along with women and children. Thereupon Allah's Messenger (may peace be upon him) said to him: Aren't you satisfied with being unto me what Aaron was unto Moses but with this exception that there is no prophethood after me. And I (also) heard him say on the Day of Khaibar: I would certainly give this standard to a person who loves Allah and his Messenger and Allah and his Messenger love him too. He (the narrator) said: We have been anxiously waiting for it, when he (the Holy Prophet) said: Call 'Ali. He was called and his eyes were inflamed. He applied saliva to his eyes and handed over the standard to him, and Allah gave him victory. (The third occasion is this) when the (following) verse was revealed:" Let us summon our children and your children." Allah's Messenger (may peace be upon him) called 'Ali, Fitima, Hasan and Husain and said: O Allah, they are my family."
Read it and there are many others with open mind and decide yourself. Now think how to make 12 khalifa is there any way.....or you are not on the right path and get answer from yourself
[--------------------------
Next question mera ya hay kay:
You always say love to sahaba, love to sahaba.....for ref i need any ayat for it. Can you provide.Take your time.
Janab bohat saari AYAT E MUBARAKA hen chand aik batata hon jo k bohat khas hen………
1….MAHAMMAD(PBUH) ALLAH ke RASOOL hen'aur WO LOOG JO UNKI SUHBAT paai hoe hen WO kafiron k muqable me sakhat hen aur aur aapas me naram dil hen'TU INKO dekhta he ke kabhi rakoo kar rahe hen aur kabhi sajda kar rahe hen aur ALLAH ke fazal aur razamandi ki justajo me lage hoe hen jo k tum UNKE chehron se asaar e sajda se dekhte ho'INKE ye oosaf TORAAT me hen (SURAH AL-FATAH 'AYAT 29)
2….WO JO TUMHARI bait karte hen asal me wo ALLAH hi se bait karte hen'INKE hathon per ALLAH ka haath he ' JIS ne ahad ko toorha us ne barhe ahad ko toorha ' aur jis ne ALLAH ke saath kiye ahad ko poora kia tu tu bohat jald ALLAH ise barha ajar de ga……(AL-FATAH ' AYAT 10)
2….ALLAH razi ho gaya UN MOMINEEN se JINHOON ne TERE HAATH per darakhat k neeche bait ki…..(AL-FATAH'18)
ab zara tum khud sooch jin SAHABA se ALLAH PAK khud farma rahe hen k men razi hon…..tu muje batao k unki dushmani lene wala kia bacthe ga qiamat k din????????
ALLAH tumhen soochne samajne ki tofeeq ata farmaai……..
]
Pahli ayat.....اِس گروہ کے لوگ جو ایمان لائے ہیں اور جنہوں نے نیک عمل کیے ہیں اللہ نے ان سے مغفرت اور بڑے اجر کا وعدہ فرمایا ہے
The end of this ayat said....Ya jo Muhammad kay sath hain inhay magfarut aur bara ajar dai jaay ga. You know about Abdullah...Haan wo hee jiss ki nimaz janaza parhnay say mana farmaya gia. Wo bhi in main shamil tha. I read this ayat many time but i did not found that we have to love them. We have to give regards to them NOT Love...Tum bhi dubara parh lo. Iss ki tafseer bhi kisi ki parh lo. second ayat
اے نبیؐ، جو لوگ تم سے بیعت کر رہے تھے وہ دراصل اللہ سے بیعت کر رہے تھے ان کے ہاتھ پر اللہ کا ہاتھ تھا اب جو اس عہد کو توڑے گا اُس کی عہد شکنی کا وبال اس کی اپنی ہی ذات پر ہوگا، اور جو اُس عہد کو وفا کرے گا جو اس نے اللہ سے کیا ہے، اللہ عنقریب اس کو بڑا اجر عطا فرمائے گا
Again read this many times. Jinhon nay be ahad kia kuch to aisay thay jo ahad tor saktay thay un kay leeay bhi sath he farma dia. Abb....where is mohabbat
Third ayat:
اللہ مومنوں سے خوش ہو گیا جب وہ درخت کے نیچے تم سے بیعت کر رہے تھے ان کے دلوں کا حال اُس کو معلوم تھا، اس لیے اس نے ان پر سکینت نازل فرمائی، ان کو انعام میں قریبی فتح بخشی
Abb mujhay kuch kahnay ki zaroorat to nahi. Abb mer bat suno aur lohay dil par mahfooz kar lo..Koi bhi apnai basand ki tafseer utha lo...G Thanday dilo dimag say parho aur samjho. Allah tum ko taufeeq ata karay.
یہ ہے وہ چیز جس کی خوش خبری اللہ اپنے اُن بندوں کو دیتا ہے جنہوں نے مان لیا اور نیک عمل کیے اے نبیؐ، اِن لوگوں سے کہہ دو کہ میں اِس کام پر تم سے کسی اجر کا طالب نہیں ہوں، البتہ قرابت کی محبت ضرور چاہتا ہوں جو کوئی بھلائی کمائے گا ہم اس کے لیے اس بھلائی میں خوبی کا اضافہ کر دیں گے بے شک اللہ بڑا در گزر کرنے والا اور قدر دان ہے
[--------------------------
Yazeed khud to khalifa/badshah nahi bana tha. Ussay kiss na banaya tha?
Yazeed ko HAZRAT MUAWIA ne apni zindagi k aakhri ayam me apna wali ahad namzad kia tha aur khud ja kar sham,iraq phir hijaz se bait li thi…..lakin JALEEL-UL-QADAR SAHABA(HAZRAT HUSAIN(R.A),HAZRAT ABDUR REHMAN BIN ABI BAKAR(R.A),HAZRAT ABDULLAH BIN UMER(R.A) HAZRAT ABDULLAH BIN ZUBAIR(R.A) in 4 SAHABA ne inkar kiya tu in se jabran bait li gai…..in 4 SAHABA ki bait k bad tamam HIJAZ ke musalmano ne bait kar li………..
mazeed detail k liye dekho……( tareekh ibn ul aseer – tareekh ib ne khaldoon – bidaya -tareekh tabri)
aur poochna he tu shooq se poocho...........lakin sawal karne k andaz men jawab dene k andaz me nahi............aur dear yaad rakhna abhi mere paas b bohat saari questions hen jo me ne tum se poochne hen........lakin pehle tumhari tassali ho jaai phir pooch ga INSHA ALLAH........
]
Tareeekh ka kia karain. Ajeeb bat hay. Choonkay kuch sahaba nay nahi mana iss leeay Yazeed khalifa nahi....Jo itnay sahabi jangay safeeen main mar gay donon taraf un kay baray main kia khyaal hay. Aur tum zara Hazrat Suleman, Hazrat Abuzar, Hazrat Qanbar aur in jaisay log ki kabhi waqt milay to apni pasand kay writer ki history parh laina. Kahan to sirf itna chata hun.
Don't Mauvi konws how yazeed is. Phir bhi mimbaray risalat uss kay hath main day dia. Rasooool ka member yar (w.r.to u) gor to karo. socho to sahee. Badsha to tum ajj baith kar kah rahay ho na....Uss waqt to to Khalifa tul muslameeen tha aur raha jab tak wasilay jehanum nahi hoa. aur uss kay baad memberay rasoool chalta raha....khilaftay usmania tak.
Allah ham sab ko Sach talash karnay ki toufeeq ata karay. main aur kuch nahi kahna chahata aisa na ho tumharay jazbaat majrooh hon.
[
Kia janat ka sardar aur anyone can be judge?apne is question ko zara explain kar k poocho k tum kia poochna chah rahe ho' tumhare zehan me jo kuch he khul kar poocho me koi mind nahi karon ga............
Yar message parhtay to pata chal jata....Bat chal rahi hay BAIT par. I asked in simple words Kia Hazrat Imam Hassan can bait to Mauvia (Keep in mind He is sardar of janat(heaven) and Mauvia is what ever you think.)
dosri baat ye k...ye waqia ham musalmano kinahi ....tumhari kitabon me b mujood he.......
baat bbar baar aap sardar e jannat hone ki darmayan me la rahe ho.........mera aap se qusetion he
jab HAZRAT HASSAN(R.A) ne baar baab kofi shiyon se kaha mere saath mil kar muawia k lashkar par attack karo tu wo har dafa taal matool kar jate kia un kofi shiyon ko nahi pata tha k wo sardar e jannat ke saath taal matool kar rahe hen??????????
kofaa ki jamia masijd me jab yazeed ke sippa salar ne moot ki dhamki di thi wahan se sare kofi shiya masjid se MUSLIM BIN AQEEL ko choorh kar bhaag gay they'kia unko nahi pata tha k wo sardar e jannat ke safeer se bagahawat kar rahe hen??????????jab karbala me HAZRAT HUSSAIN(R.A)aur unki family per zulam ki intaha ho rahi thi tu kia un logon ko nahi pata tha wo sardar e jannat k saath ye sab ziadti kar rahe hen ?????
kisi jaga par apni aqal b tu use karo.........
]
Kash tum nay ya sawal na kia hota. Iss sawal ka matlab to yahee hay you are not a student of mazhabay islam. Totay ki tarhan rat laina islam to nahi. Goro fiqr karo, socho aur sach talash karo.
Who lived in KUFA and written to Hazrat Imam Hussain?
The people who beleive Hazrat Abu Bakar r.a first khalifa, Hazrat Ummer r.a Second khalifa, Hazrat Usman r.a third khalifa and Hazrat Ali a.s Fourth Khalifa, Mauwia the fifth khalifa.
Muawia rule for around 20 yrs and the cursing to ahlaybait and the people who belive on Hazrat Ali first imam (or khalifa) was killed as much as he can. (read the history how much they were and what happened to them). In 20 yrs can u thought will shia of ali be there....think yar think....
The people who dont like the khilafat (I already written that now you said he was not khalifa but at the time of Yazeed he was khalifa, and most of the ppl still say him khaliaf....check zakir naik for ref) of Yazeeeeeeeeed send the letter to Hussain, Does not they? The pople who mostly So who beleive on khalifaas from abu bakar r.a. to Yazeeeed aur un ko wo he kuch karna chaheeay tha jo tum nay khaa because jin ko ham shaian ali a.s mantay hain un kay imam na kabhi bhagay na kabhi bhagnay ka socha.
Let us give one such example, the police chief namely Umro bin Hareeth Makhzomi who had arrested Muslim bin Aqeel. Imam Dhahabi stated about him:
"Umro bin Hareeth is counted amongst the Sahaba of Rasulullah (s) that had settled in Kufa… he is a Sahabi and have narrated from (Rasulullah)".
Siyar Al-Aalam al-Nubla, Volume 3 page 418
Similarly Dhahabi in his other famed work Al-Kashif, Volume 2 page 74 Biography 4140 and Imam Ibn Hajar Asaqlani in Tahdheeb al-Tahdheeb, Volume 1 page 732 Biography 5024 have counted Umro bin Hareeth amongst the Sahaba. The Hadiths nraated by him can be found in book like Sahih Bukhari, Sahih Muslim, Sunnan Abu Dawoud, Sunnan al-Tirmidhi, Sunnan al-Nisai, Sunnan Ibn Majah.
Kia mujhay kuch aur kahnay ki zaroorat hay? I dont think so.
All references are from your books. Just think about the following question and find the answers of them?
1. Hazoor pak kay dafan kay waqt baray baray sahaba kuun nahi thay?
2. Hazoor pak nay aik lashkar tayar karway tha aur ussay kaha tha jaay, wo kyun nahi gia?
3. Tamam Jangon main Fatha ka shara aik he shaks kay sar kyun?
4. Bahtreeen person of islam in Jehan Hazrat Ali, Why as the hazoor pak ka wisal howa, he never seeems to have Zulifqar until he fouhgt for himself?
4. When Hazoor pak ka wisal howa, Hazrat Fatima s.a Itna roti thi (ur books ref) kay logo nay unhay aik kamra banwa dia. Jab un ka wisal hoa to wo apnay baba Hazrat Muhammad kay qareeb kyun dafan nahi hoai.? Why then Hassan not get dafan near Hazoor pak?
5. Why ahlaybait never called Umhatulmomneen mother (any hadees)No?
6. Why no sahabi was there when Hazrat Fatima ko dafan kia gia?
and and and......just these are for brain storming.....You will get more more urself if will go to find the truth.
I have never asked any question to you in this reply. But...i am always abailable if i will feel......I should now say someting when will find wong.
Allah tala ham sab ko un logo kay rastay par rakhay jin par uss ki namtain hain jo kabhi gumrah nahi howay aur jin par kabhi gazab nahi howa...ameen
Ahlaybait kay dushmano par lanat
Best Regards,
Sajid Hussain
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Vu and Company" group.
To post to this group, send email to vu-and-company@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to vu-and-company+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/vu-and-company?hl=en.
Comments
Post a Comment