kahain aisaa naa ho daaman jalaa lo
hamaare aaNsuon par Khaak Daalo
manaanaa hi zaruurii hai to phir tum
hamen sab se Khafaa hokar manaa lo
bahut roi hoi lagatii hain aaNkhain
merii Khaatir zaraa kaajal lagaa lo
akelepan se Khauf aataa hai mujh ko
kahan ho ey mere Khvaaboo Khayaloo
bahut mayoos bethaa hon main tum se
kabhii aakar mujhe hairat main Daalo
-- hamaare aaNsuon par Khaak Daalo
manaanaa hi zaruurii hai to phir tum
hamen sab se Khafaa hokar manaa lo
bahut roi hoi lagatii hain aaNkhain
merii Khaatir zaraa kaajal lagaa lo
akelepan se Khauf aataa hai mujh ko
kahan ho ey mere Khvaaboo Khayaloo
bahut mayoos bethaa hon main tum se
kabhii aakar mujhe hairat main Daalo
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan 2009" group.
To post to this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/virtual-university-of-pakistan-2009?hl=en.
Comments
Post a Comment