Bauht hi muddat k baad kal jab
Kitab-e-Mazi ko main ny khola
Boht se chehrey nzar main utray
Bahut se namo'n pe dil paseeja
Ik aisa safa bhi us main aaya
Likha hua tha jo aansoon se
K jis ka unwaan 'HUMSAFAR' tha
Woh safa sub se mo'tabar tha
Kuch aur aansoo phir us pe tapkay
Phir uss se aagay main parh na paaya
Kitab-e-Mazi ko bund ker k
Uski yaadon main kho gaya main
Agar woh milta tu kaisa hota
Inhi khayalon main so gaya main --
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Virtual University of Pakistan 2009" group.
To post to this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to virtual-university-of-pakistan-2009+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/virtual-university-of-pakistan-2009?hl=en.

Comments
Post a Comment